Monday, 23 March 2015

AAQA KI MAANGI HUI DUA

Image result for dua


Aaqa...alayhissalaatu wassalaam...ne Allah se arz kii...■  Aye Allah mein teri panah chahta hun Un buraiyon se jo kar chuka hun..Or..Un buraiyon se Jo abhi nahi kii hai.( Beshak Aaqa to maa-soom ( begunah ) Or aibon se paak hai..ayse alfaz hamko sikhane k liye istemal kiye k Allah se ayse dua maango )

Aye Allah mein teri panah chahta hun buri aadaton se..bure kaamon se..Or buri khawahishat se.( Beshak Aaqa in sab baaton se paak hai or hamko sikhane k liye ayse alfaz istemal kiye )
Aye dilon k ferne wale Tu hamare dilon ko Teri itaa-at or farma bardaari ki taraf fer de.( Beshak Sarkaar ne Allah k fazl se  be-shumar makhlooq k dilon ko Allah ki taraf fera Or aaj bhi ferte hain )
TIRMIZI..MUSLIM.
ZIYA UL HADIISWahabiyat Ko Rokne Ke Liye Kuch Tadbire:-
2⃣ Muqarriro'n, Khatibo'n, Shairo'n Aur Peero'n Se Zyada Masjid Ke Imaamo'n Aur Madarso'n Ke Ustado'n Ka Khayal Rakha Jaye, Baa-Salahiyat Baa-Amal Imaam Aur Mudarriseen Rakhe Jaye Aur unki Zarurato'n Ka Bharpur Khayal Rakha Jaye.
Aaj Wo Daur Hai Ki Ek-Ek Nazm Padhne Par Shairo'n Ko Hazaro'n Rupees Ki Raqam Ek Raat Me De Di Jati Hai Aur Imaamo'n Ko Aur Baccho'n Ko Talim Sikhane Walo'n Ko  Ek Mahine Me 2-3 Hazar Rupees Ki Tankhwah Bamushkil Mil Pati Hai. Ye Sab Barbadi Ke Aasaar Hai.
3⃣ Kisi Musalmaan Ko Wahabi, Deo-Bandi Kahne Me Jaldi Nahi Karna Chahiye Jab Tak Ki Uske Aqa'ieed Ka Khoob Pata Na Chal Jaye Aur Pata Chalne Par Bhi Olama-e-Ahle Sunnat Se Fatwa Haasil Kiya Jaye Kyunki Wahabi Aur Deobandi Kahna Aisa Hi Hai Jaise Kisi Ko Gair Muslim Kahna Aur Gair Muslim Aur Kafir Hone Ke Fatwe Me Badhi Ahtiyat Darkar Hai Usme Kabhi Kabhi Khud Apne Liye Bhi Khatra Hai Aur Awaam Par Koi Fatwa Lagane Me Jaldbazi Nahi Karni Chahiye Kyunki Dusre Firqo'n Me Aise Kafi Log Shamil Hai Jo Abhi BADMAZHAB Nahi Huye Wo Unse Muta'assir Hai Aur Haqiqat Se Na Aashna Hai.
IMAAM AHLE SUNNAT AALA HAZRAT Alayhir Rahma Farmate Hai "Dekho Narmi Ke Jo Fayde Hai Wo Saqti Me Hargiz Haasil Nahi Ho Sakte. Agar Us Shakhs Se Saqti Barti Jaye To Hargiz Ye Baat Nahi Ho Sakti Jinke Aqa'ieed Muzbazab (Dawa-Dol) Ho Unse Narmi Barti Jaye Ki Wo Thik Ho Jaye, Ye Jo Wahabio'n Me Badhe Badhe Hai Unse Bhi Ibtida'an (Shuru Me) Narmi Ki Gai Thi.
AL MALFOOZ, HISSA-AWWAL, SAFHA-41
TAJDARE AHLE SUNNAT HUZUR MUFTI-E-AAZAM HIND
Alayhir Rahma Farmate Hai "Wahabi Kam Hai Wahabiyat Ke Farebkhurda (Dhokha Khaye Huye) Zyada Hai.
✏Rawi-Muhaddise Bareillavi Hazrat Allama Tahseen Raza Khan Alayhir Rahma
◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆
Aage Jari Hai......... Mout Ke Baad Konsi Cheez Kitni Der Zinda Rehti He???
Dil, 10 Minute
Dimaag, 20 Minute
Aankh, 4 Hour
Chamri, 5 Din
Haddiya, 30 Din
Lekin
Nek A'maal Hamesha Zinda Rehte He
So Dosto Jo Cheez Duniya or Aakhirat Me Kaam Aane Wali He
Us Ki Fikar Karo or
Nek A'maal Karte Raho
Allah Hame Amal Ki Taufeeq De
AAMIN SUMMA AAMIN ................

Sunday, 22 March 2015

The knowledge of Interpretation

Definition:
The knowledge of interpretation is the knowledge which predicts the decisions of a dream according to some rules and regulations so that true prediction/interpretation may be get and human beings can be saved from wrong interpretation.

Founders of Interpretation Knowledge

Prophet Joseph is the first person who was blessed with this knowledge from God. He set it in the world.
Allah Says, “O Joseph! Allah will make you a pious person in this way and you will be blessed with dream interpretation knowledge”
Through this verse, Allah promised to bless Joseph with dream interpretation knowledge and fulfilled it eventually. And Joseph thanked Allah by saying, “My Lord! You also blessed me with kingdom and dream interpretation knowledge”

Essential Fields of Knowledge for Dream Interpretation

1. Elucidation Knowledge
2. Knowledge of Hadith
3. Knowledge of Proverbs
4. Knowledge of Arabian Poetry
5. Jewellery
6. Knowledge of Ishtiqaq
7. Knowledge of Vocabulary
8. Knowledge of Words

Kinds of Dreams

There are three types of dreams, according to Imam Muhammad Bin Sereen.
1. Blessings of God
2. Satan Influential Dreams
3. Mentally operated dreams

Famous people of Dream Interpretation

1.Hazrat Danial
2) Hazrat yusuf
3).Imam Jaffar Sadiq
4. Imam Jabir Maghribi
5. Imam Ibrahim
6. Imam Ismail
7. Imam Muhammad Bin Sereen

Your Dreams and its Interpretations

A good dream is a blessing. The Holy Prophet sallallahu alaihi wasallam said, “There is no element remaining except interpretations or predictions”. The companions said, “Holy Prophet ! sallallahu alaihi wasallam are interpretations?” prophet sallallahu alaihi wasallam said, “A True Dream” (Sahih Bukhari)
According to Bukhari and Muslim, the Holy Prophet ( sallallahu alaihi wasallam ) said, “A good dream is the 86th part of prophecy”
It can be known from this Hadith that a true dream is a part of prophecy.

Pehli muharram ka asardar wazifa rozi me barkat ka

https://www.nabwi.com/imam-hussain-karbala-story-in-hindi-urdu-1/ imam husain https://www.nabwi.com/islamic-hadees-in-hindi-new-post-40/...