khwabon ki tabeer in english,roman,urdu,urdu,islamic articles in english urdu hindi dua wazifas istakhara duas isme azam and many more
Sunday, 21 June 2015
Sunday, 14 June 2015
Sms- namaz
Fajar ki Namaz ke
Liye Uthiye-
"Jis ne Fajar ki Namaz Chodi Us ke hisse me
Sirif aur Sirf
Pareshani hai,..
Abu Naeem me
Abu Saeed se raavi hai ke Rasoolallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya "Jisne Qasdan
(Jaan bujhkar) Namaz Chod di jhannam ke Darwaze par Uska Naam Likh diya jaata hai-
"Allah ta'ala hame
Fajar me Uthne aur
Namaz Sahi tarike se
ada karne ki Tohfiq
ataa farmaye. Aameen
Asslato was'salamo alaika Ya Rasoolallah
Sallallahu alaihi wasallam "Aao Namaz e Fajr ada kare.
Subha ke Waqt ka Sona Rizq ko rokta hai...
Irshadaat Hazrat Sayyidna ABUBAKRA SIDDIQ.. Radiallahu ta'ala anho...
"Jo koi 5. Waqt Namaz Padhta hai wo
ALLAH AZ WA JAL
ki hifaazat me hai aur
jis ki hifazat ALLAH Karta hai Use koi Nuksan nahi Pahuncha Sakta... Subhanallah
Allah ta'ala Amal ki tohfiq de aur 5 waqta Namaz ka Paband banaye.. Aameen
Fajar ki Namaz ke
Liye Uthiye-
"Jis ne Fajar ki Namaz Chodi Us ke hisse me
Sirif aur Sirf
Pareshani hai,..
Abu Naeem me
Abu Saeed se raavi hai ke Rasoolallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya "Jisne Qasdan
(Jaan bujhkar) Namaz Chod di jhannam ke Darwaze par Uska Naam Likh diya jaata hai-
"Allah ta'ala hame
Fajar me Uthne aur
Namaz Sahi tarike se
ada karne ki Tohfiq
ataa farmaye. Aameen
Sms -Hadis
Hazrat Usman bin maz'un Radiallahu anho ne kahaa ke Maine Aaqa Sallalaho Alaihi wasallam se arz kya ya Rasoolallah Mujhe Taarikud'Duniya hone ki ijazat marhamat farmaye Huzur ne farmaya ke Meri Ummat ke liye Tarke Duniya yahi hai ke "wo Masjido me baith kar Namaz ka intezaar kare" (Mishkaat)
Subhanallah
Thursday, 11 June 2015
benefits of Sūraĥ al-Ikhlāṣ exelence of surah ikhlas
1. It is reported by Sayyidunā Abū Dardā that the Holy Prophet sallallahu alaihi wasallam ( said, ‘Why doesn’t anyone amongst you recite one-third of the Qurān in the night?’ The honourable companions exclaimed, ‘How can anyone recite one-third of the Qurān?’ The Holy
benefits of sure mulk
1. It is reported by Sayyidunā Abū Ĥuraīraĥ that the Prophet of Raḥmaĥ sallallahu alaihi wasallam ,
the Intercessor of the Ummaĥ,
the Owner of Jannaĥ sallallahu alaihi wasallam ,
benefits of Sūraĥ Kāfirūn
1. It is narrated by Sayyidunā Farwaĥ bin Nawfal that once he presented himself in the blessed court of the
Noble and Beloved Prophet َ sallallahu alaihi wasallamِ,and asked اٰYā Rasūlallāĥ sallallahu alaihi wasallam
ّ Tell me something that I can recite when getting into bed.’ The Beloved and Blessed
Benefits of sure falaq and naas
5 Excellences of Sūraĥ Falaq and Sūraĥ Nās
1. Sayyidunā Jābir bin ‘Abdullāĥ narrated Beloved and Blessed Prophet sallallahu alaihi wasallam said to
‘O Jābir! Recite.’ I replied, ‘Yā Rasūlallāĥ sallallahu alaihi wasallam may my
Pehli muharram ka asardar wazifa rozi me barkat ka
https://www.nabwi.com/imam-hussain-karbala-story-in-hindi-urdu-1/ imam husain https://www.nabwi.com/islamic-hadees-in-hindi-new-post-40/...
-
Azaan Ka Jawab Kese Den =============== -======= Jab Azaan ho to humko uska jawab dena chahiye, aesa karne se jitna sawab azan dene wale k...
-
Khwab mein bache burhe jawan aurat mard sab hii dekhte he nek aur salih log jo pichli shab mein dekhe vo khwab aksar sahi aur sachi hoti h...
-
Bismillaahir Rahmaanir Raheem Allahu laaa ilaaha illaa huwal haiyul qai-yoom; laa taakhuzuhoo sinatunw wa laa nawm; lahoo maa fissa...