Saturday, 11 July 2015

Health Benefits of Honey (shahad)

hr2
1. Honey (shahad) helps to reduce the risk of cancer and heart disease.
2. Daily a spoon of Honey (shahad), will cure urinary tract disorders, bronchial asthma and diarrhea.
3. Honey (shahad) aids in treating various digestive problems including ulcers, constipation, nausea and

What is Tibbe Nabwi

hr1
By the Star when it goes down, your Companion is neither astray nor being misled, and neither does he speak out of his own desire, that which he conveys to you is but a divine revelation with which he is being Inspired, something that a very Mighty One Has Imparted to him. (Surah Najm ~ Verses 1 to 5)
All praise to Allah Who Created the human from soil, He is Allah Who also Made rocks from the soil which can crush the soil, He is Allah Who Created Iron which breaks the rocks, He is Allah Who

The Benefits of Honey in Islam

hr1
The benefits of honey don’t just stop at the satisfaction of our taste buds. The powerful healing attributes of honey have long been used to promote health and healing. Both the holy Quran and Hadiths (Prophetic traditions) refer to honey as a healer of disease. In the Quran we read, “And thy Lord taught the bee to build its cells in hills, on trees and in people’s habitations… there issues from within their bodies a drink of varying colors, wherein is healing for humankind. Verily in this is a Sign for those who give thought.”

Black Seed in islam– An Ancient Healing Remedy

hr1
Black seed is often called “Habbatul Sawdah” which means blessed seed. The Prophet Muhammad is quoted as saying, “This black seed is a healing for every illness except for death.” It has traditionally been used in Islamic medicine as a cure for a variety of ailments from toothaches to asthma to cancer to insomnia to supporting immunity. The oil is also used topically to treat skin conditions and cold symptoms.

Achchha kirdar


अख़लाक़, अच्छे किरदार बहुत ही बेहतरीन इन्सानी ख़ूबियाँ हैं। अल्लाह ने अपने प्यारे रसूल सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम को अख़लाक़े करीमा का बहुत ही बुलन्द मर्तबा अता फ़रमाया था, ख़ुद अल्लल्लाह के हबीब सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम इरषाद फ़रमाते हैं कि ‘‘ मैं दुनिया वालों को बेहतरीन अख़लाक़ की तालीम देने के लिए भेजा गया हूँ’’। इससे यह भी पता चला कि जो आदमी जिस चीज़ की तालीम दे, नसीहत करे सबसे पहले वह ख़ूबी ख़ुद उसके अन्दर होना चाहिए।
अल्लाह के फ़रमान और उसके रसूल सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम की सुन्नत पर अमल करने वाले अख़लाक़ की अज़मत और उसकी अहमियत से अच्छी तरह वाक़िफ़ हैं। हमारे बुज़ुर्गाें के अख़लाक़े हसना की बदौलत ही कुफ्र के घोर अंधेरों में ईमान की शमएं जली हैं, अख़लाक़ की बदौलत ही जानी दुश्मन जान कुर्बान करने वाले बन गए। इस्लाम अपनी इसी ख़ूबी से दुनिया में फैला है, तलवार के ज़ोर से नहीं। तलवार के ज़ोर से क़ौमें अपनी हुकूमतें ज़रूर क़ाइम कर सकती हैं लेकिन अपना दीन नहीं फैला सकतीं। दीन की तबलीग़ करने वाले सूफ़ियाए किराम, औलियाए इज़ाम व उलमाए किराम के पास कोई फ़ौज नहीं थी, कोई हथियार नहीं था, बल्कि उनके पास हुस्ने अख़लाक़ और अच्छे किरदार का ऐसा बेमिसाल हथियार था जिससे बिना किसी वार ही के आदमी मुहब्बत की ज़न्जीरों में गिरफ़्तार हो जाता था।
हज़रत शैख़ सअ़दी रहमतुल्लाह अलैह ने अपनी किताब बोसताँ में एक वाक़िआ बयान फ़रमाया है कि, एक फ़क़ीर मदीना शरीफ़ की एक गली में बैठा हुआ थ, इत्तेफ़ाक़ से उधर से अमीरूल मोमिनीन हज़रत उमर फ़ारूक़े आज़म रदि अल्लाहु अन्हु का गुज़र हुआ, बेख़याली में आपका पैर फ़क़ीर के पैर पर पड़ गया। वह नाराज़ होकर चिल्लायाः क्या तू अन्धा है? आपने बड़ी नर्मी से जवाब देते हुए फ़रमायाः भाई! अन्धा तो नहीं हूँ, लेकिन मुझ से ग़लती ज़रूर हो गई, मेहरबानी करके मुझे माफ़ करदो। अल्लाहो अकबर, यहीं हैं वह मुबारक हस्तियाँ जिनकी ज़िन्दगी हमारे लिए नमूना है, जिनकी ग़ुलामी पर हमें नाज़ है। ग़ौर कीजिए, पूरी इस्लामी दुनिया का सरबराह होते हुए एक फ़क़ीर की बदकलामी पर ऐसा जवाब व बर्ताव व इज़हारे अफ़सोस। आप फ़रमाया करते थे कि अगर इन्सान के अन्दर नौ खूबियाँ हों और एक नुक़्स (बुराई) बद अख़लाक़ी हो, तो यही एक ऐब सब अच्छाइयों पर पानी फेर देगा।
हज़रत शैख़ अब्दुल्लाह खैयात रहमतुल्लाह अलैह गुज़र बसर के लिए सिलाई किया करते थे, आपका एक मजूसी ग्राहक भी था, वह आपसे ही कपडे़ सिलवाया करता था और सिलाई के बदले खोटा सिक्का पकड़ा दिया करता था, आप हमेशा वह खोटा सिक्का रख़ लिया करते थे, कभी उससे शिकायत न की। इत्तेफ़ाक़ से एक बार आप दुकान पर न थे, मजूूसी अपने कपड़े लेने आया और आदत के मुताबिक़ खोटा सिक्का आपके शागिर्द को दिया तो उन्होंने लेने से इन्कार कर दिया। जब आप तशरीफ़ लाए तो शागिर्द ने आपसे मजूसी की बात कही, आपने फ़रमायाः तुमने लिया क्यों नहीं? कई साल से वह मुझे हमेशा खोटा सिक्का ही देता आ रहा है, मैं उसे जान बूझ कर इसलिए ले लेता हूँ ताकि वह किसी दूसरे मुसलमान भाई को न दे।
बुज़र्गाें के अख़लाक़ तो देखिये, अपने दीनी भाई का ख़्याल करते हुए ख़ुद नुक़सान उठा लेते हैं, लेकिन क़ौम को नुक़सान में पड़ते नहीं देख सकते। आज हमारा हाल यह है कि हम खोटा सिक्का, रुपया और सामान ऐब छुपाकर किसी और को टिका देने को अपना हुनर समझते हैं, जब्कि शरीअ़त का हुक्म यह है कि अगर सामान में कोई ख़राबी और ऐब हो तो लेने वाले को बता देना ज़रूरी है। यही ईमान का तक़ाज़ा है, मोमिन कभी किसी को धोका नहीं देता।

Shane ahle bait

"AHLEBAIT AALE RASOOL SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM" AFZAL HAI
SADAAT (SAYYADO)SE MOHABBAT FARZ HAI     
RASOOLE KHUDA  HUZOOR (sallallahoalyhi wasllam) Ne Farmaya,
Beshak,
  " Fatima Paak  Daman Hai'n, ALLAH  Tala  Ne  Unpar  Aur  Unki Aoolado  Pr  Aag  Ko Haraam  Kar Diya Hai"
{ TIRMIZI,  ABU NAEEM}
HUZOOR (SallallahoAlyhi Wasllam) Ne Farmaya,
Fatima!  Naraz Hoti Hai  To  Allah  Bhi  Naraz  Ho Jata  Hai.
          Fatima Razi Ho
To  Allah Bhi Razi Hota  Hai
{SARFUN NABOVAT}
NABI E KARIM (RasoolallahSallallaho AlyhiWasllam) Ne Farmaya,
Ai Ali !  Kya Tum  Is  Baat  Se Khush  Nhi  Hote Ke,   Tum  Un  4  Me Se  Aik  Ho Jo  Sb Se Pehle  Jnnat  Me  Daakhil  Honge,
       Wo  Char  Log  Ye  Hai,
     Ek  Mai, Dusre Tum,
Tisre Hasan, Choothe  Husain,
Apni  Biwiya'n  Apne  Aas Pas Se  Jnnat  Me Dakhil  Hongi  Aur  Apni Aoolade Apne  Picche  Jnnat  Me Dakhil  Hongi.
{TAFSIR KASSAF, PART:4, PAGE-213
RASOOLE KHUDA HUZOOR (SallallahoAlyhi Wasllam) Ne Farmaya,
     
        "Jis Kisi Ne HASAN Aur HUSAIN Ko Mehboob Rakha  To Haqiqat  Me usne  Mujhe Mehboob Rakha  Aur  Jis  Kisi Ne  In Dono Ke Saath  Bughz Rakha  To Usne   Mere
Saath Adavat   Rakhi"
{IBNE MAAJH, PAGE :64,    PART:1,}
{ALMUSTADARK,
   PAGE:166,
HUZOOR (SallallhoAlyhiWasllam) Ne Farmaya,
 
Sayyada Fatima Jnnati Aoorato Ki  Sardar Hai'n Aur  Hasan-Husain  Jnnati Jawano Ke  Sardar  Hai.
{TIRMIZI}
HUZOOR (Sallalaho AlyhiWasallam) Ne Farmaya, Ai ABDUL MUTTALIB  Ki  Aoolad !  Maine Allah Paak Se Tumhare Liye  3 Duae Ki,
1)  Allah Tumhari  Mushkilo  Ko Door Kare Aur  Mushkilo Me Mazboot  Rakhe.
2) Tum Me Se  jinhe ilm Hasil  Nhi  Unhe  ilm  Hasil  Ho Aur Bathke  Hue  Nek Raah  Pe Aajaye.
3) Tumhe Sakhi, Bahadur Aur  Rahem Dil Bnaye.
{HAAKIM&TIBRANI}
Aur  Yhi  Chata Hai ALLAH  Ke Door Kar De  Tumse Har Napaki Ko, Ai Nabi  Ke Ghar Walo! Aur Paak Kar De  Tumhe Khoob.
{QURAAN,  PAARAH:22, Roko:1  }
Aur  Farma Do , Ai  Mehboob! (SallallahoAlyhiWasllam)
Ke  Mai  Nabuwat  Ki Tabligh  Ke  Liye  Koi  Ajr  Nhi Chahta. Siwae iske Ki Meri AHLEBAIT Se Mohbbt Kro.
{QURAAN, SURA SURA,
    AAYAT-23}

TAJDARE MADINA (SallallahoAlyhiWasllam) Ne  Farmaya,
Mai  Tumhe  Hukm  Deta  Hu  Ke  Mere  Rishtedaro  Se Mohabbat Karo.
{TAFSIRUL KASSAF PART:4,   PAGE:213-214,
TAFSIRE KARTIB PART:16, PAGE :17,
TAFSIRE KZAAINUL IRFAN}

HUZOOR (SallallahoAlyhi Wasallam) Ne  Farmaya, 
'Us  Zalim  Pr  Allah  Ka Sakht Azaab  Hua Jisne  Meri  Ahele Bait (Aoolad)  Ko  Taklif Di
Ya Parishan Kiya
Ya Unhe  Nuksaan  Pahochaya'.
{DEHLMI}

Hazrat  Usman Ghani (RaziAllaho An) Se Rivayat  Hai Ke  Rasoole Khuda (Sallallaho AlyhiWasalam)  Ne Farmaya,
            "Jis Shakhs Ne Duniya Meri Ahelebait (Aoolad) Se Koi  Neki, Achchha Sulook Ya Ehsaan Kiya  Phir  Wo Ahelebait  Uska Badla  Na  De Sake To  Qyamat  Ke Din Mai Apni Aoolad  Ki Taraf Se Us Ka Pura Badla  Adaa  Karunga.
{ABU  NAEEM}

HAZRAT  JABIR BIN ABDULLAH (RaziAllaho An)
Se  Rivayat Hai Ke
HUZOOR(SallallahoAlyhiWasllam)  Ne Irshad Farmaya,
   
     "Ai Logo!  Jo Shakhs Aahelebait Se Bughz Adawat Rakhega Use Qayamat Ke Din ALLAH TALA  Uski Qbar Se Yahoodi  Bnakar  Uthayega.
{TIBRANI}

HUZOOR (SallallahoAlyhi Wasllam) Ne Farmaya,
  Khabardaar  Hokar  Sunlo, Jo Shaks Ahelebait Aale Rasool Sallallaho Alaihe Wasallam Se Bughz Aur Adavat  Mai  Mara  Wo Qayamat  Ke Din  Aisi Haalat  Me Uthega  Ke Uski  Dono Aankho  Ke Darmiyan Likha  Hoga,
" Allah Tala  Ki  Rahemat Se  Mehroom Hai ! Aur  Aagah Ho Jao,  Jo  Shakhs  Ahelebait Ke  Bughz  Aur Adavat  Me Mara  Wo  Jnnat  Ki Khushbu  Se  Mehroom Kar Diya Jayega.
{ TAFSIRE KABIR JILD:2,
   SAFHA:29}
RASOOLE KHUDA HUZOOR (SallallahoAlyhiWasllam) Ne Irshad Farmaya,
Meri Ummat  Me  Sab Se Pehle Shafaat,
Mai  Apni Ahelebait, Ki Karunga.
{TIBRANI}
Jo Log  Hooze Koosar Pine Pehle Aayenge,
Wo Meri Aoolaad (Ahelebait,) Honge.
{ DEHLMI}
HUZOOR (SallallahoAlyhiWasllam) Ne Irshad Farmaya
Koi Bnda  Kamil  Momin  Nhi  Ho Sakta,
Jb  Tk  Mai Use Uski  Jaan  Se Zyada Mahboob Na  Ho Jau  Aur Meri Aoolad Uski Aoolad Se Zyada Mahboob Na Ho
{BYHAKKI, DAYALMI}
IMAAM  'DYLMI' Ne  Rivayat  Kiya Ke, HUZOOR (SALLALLAHOALYHIWASLLAM) Ne Farmaya,
Apni Aoolad Ko Teen Bate Sikhao,
1) Apne  Nabi Se Mohabbat
2) Nabi Ki Ahelebait Ghar Walo Se Mohabbat
3) QURANE PAAK Ki  Tilavat
{DYLMI}
Sarkare  Do Aalam  (SallallahoAlyhi Wasllam)  Ne  Irshad Farmaya,
   
  "Jo Shakhs  Ahelebait Ki Mohabbat  Per  Foot Hua (Intekhal Farmaye)  Usne Shahadat Ki Moot  Payi"
  ➡  " Jo Shakhs  Ahelebait Ki Mohabbat  Me Foot Hua (Intekhal Farmaye)  Wo  Mukammal Imaan Ke Sath Duniya  Se Gya"
➡   "Jo  Shakhs Ahelebait Ki Mohabbat  Me Foot Hua (Intekhal Farmaye)  Use  IZRAYEELE Aur MUNKARNAKIR  Jnnat  Ki Basharat (Khush Khabri) Dete  Hai'n"
➡"Aagah Ho Jao Jo Shakhs  Ahelebait Ki  Mohabbat  Me Foot  Hua (intekaal farmaye) Use  Aisi  Izzat  Ke  Sath  Jnnat  Ki Taraf Ravana  Kiya Jata Hai  Jaise  Dulhan Dulhe  Ke Ghar Bheji  Jati  Hai"
➡"Jo Shakhs  Ahelebait Ki Mohabbat  Me Foot  Hua (intekal farmaye)  Uski Qabr Me Jnnat  Ke Darwaze Khol Diye Jate Hai'n"
{TAFSIRE KABIR   JILD:2, SAFHA: 39}
{TAFSIRE KABIR  PART:7,  PAGE-390}
{HAZRAT ALLAMA  IMAAM RAZI(R.A)}
{TAFSIRE KASSAF  PART: 4,  PAGE: 214}
{TAFSIRE KARTIB,   PART:16,   PAGE:16}
IMAAM AHEMAD Ne  Rivayat  Kari ke  HUZOOR (SallallahoAlyhiWasllam) Ne Irshad Farmaya,
    Jo  Shakhs  Ahelebait (Aoolade Rasullallah) Se Bughz Rakhe Wo  Munafik  Hai.
TERI NASLE PAAK ME HE BACHCHA  NUR KA
TU HAI AINE  NOOR TERA SAB  GHARANA  NOOR KA

Hazrat Mola Ali murtuza

NAAM VA NASAB
IMAM E AALI MUQAM
ÀAQA WA MAULA FATEH
KHAIBER S. ARKAR E MAOLA QAYNAT ALEHE ISLAM
QUNNIYAT, ABUL HASAN,ABU TURAB.
LAQAB_HAIDAR VA
MURTAZA.
WALID KA NAAM
ALI BIN ABU TALIB BIN
ABDUL MUTTALIB ALEHE
ISLAM.
WALDA MUTARMA
FATMA BINTE ASAD
MAOLA KA NASBI TALLUK ARAB KE QyABILE
QURESH KI EK SHAK
BANU HASHIM SE HI.
MAOLA NE AAGOSHE
RISAALAT ME PARVARISH
PAI
HAZRAT E KHATIJA
KE BAD PEHLE SHAKS
HI JINHONE SARKAR ALEHE ISLAM KE SAAT
NAMAZ ADA KI
SAN DO ( 2 ) HIJRI ME
AAQA ALEHE ISLAM NE
APNI LAHKTE JIGAR
KHATOON E JANNAT
RADIALLAHO TA'AALA ANHA KA NIKAH AP SE KIYA .
JINSE IMAM HASAN ALEHE ISLAM
IMAM HUSSAIN ALEHE ISLAM
IMAM MOSAN ALEHE ISLAM KI WILADAT HUI
( AP BACHPAN ME HI
VISAAL FARMA GAYE)
MAA SAYEDA ZENAB RADIALLAHO TA' AALA ANHA
UME QULSUM E QUBRA
RADIALLAHO TA'AALA ANHA
SAN TIN ( 3 )HIJRI ME
JANGE UHAD ME AAP MUJUD THE
SAN PANCH ( 5 ) HIJRI
JANGE KHANDAK ME AAP
MUJUD THE
SAN  CHEY ( 6 ) HIJRI
SULE HUDEBIA  ME AAP
MUJUD THE
SAN SAAT ( 7 ) HIJRI SARKAR ALEHE ISLAM
NE KHAIBER KA RUKH
KIYA ,AAQA NE IRSHAD FARMAYA ( , ME KAL PERCHAM E ISLAM ISSE SHAKS KO DOUNGA JO ALLAH  AUR USKE RASOOL  SE MUHABBAT KERTA HI AUR AALAH AUR RASOOL USE MEHBOB RAKHTE HI.
DUSRE DIN BARGAHE RISALAT SE PERCHAME ISLAM AAP KO AATA KIYA GAYA.( BAWAJOD AASHOB E CHASHM ) AAQA E REHMAT ALEHE ISLAM NE
APNA MUBARAK LUHAB E DAHAN AAP KI AANKHO ME DAALA .AASGOB E CHASHM JATA RAHA.
( MAOLA NE KHAIBER FATEH KIYA )
MAOLA  FATEH KABA SHARIF ME BHI AAQA ALEHE ISLAM KE SAAT MUJUD THE
SAN NOU ( 9 )HIJRI MARKAE TABVAK PESH AAYA.US WAQT BHI AAQA ALEHE ISLAM NE AHLE BAIT KI KHABER GIRI KE LIYE AAP KO MUKARER KIYA.
SAN DAS ( 10 )HIJRI ME AAP KO YAMEN KA QAZI BNAKER BHEJA GAYA AUR SARKAR ALEHE ISLAM NE JAB HAJJATUL VIDAH KIYA TO AAP YAMEN SE AAKER SHARIK HUE AUR SARKAR ALEHE ISLAM KE SAAT HAJ AADA KIYA.
SAN GYARA ( 11 )HIJRI  YEH WO WAQT THA JAB DAWAT E ISLAM KI MUHIM JAZIRE NUMA ARAB KE ZIRE NIGAH HU CHOKATA THA.ISLAMI QANON MUQAMMAL HU CHOKA THA .AAQA ALEHE ISLAM KI TABIAT AALIL HUI.MAOLA E PAK HAR JAGAH MUJUD RAHE.
AAQA ALEHE ISLAM NE IS DARAE FANI SE PARA FARMAYA
GUSL , TAJVIS VA TALFIN KE TAMAM MARASIM AAP HI KE HAAT SE INJAM PAYE APNE HI AAQA ALEHE ISLAM KE PURNOOR E MUBARAK JASDE ATHER PAK KO QABRE ANWAR ME UTARNE KE SHARF HASIL KIYA.
UHDE KHILAFAT
24,ZILHAJJAH ,SAN PENTIS ( 35 )HIJRI
JUMMA KE DIN MADINE KE AAM LIGON AUR MUMTAZ SAHABA IKRAM
NE AAP KE DASTE AQDAS
PE BAIT KI.
MAOLA KA DORE MUBAK INTIHAI DOSHWARIYON KA RAHA.
JUNGE JAMAL , JUNGE SIFEN , JUNGE NEHERWAN ( IS JUNGE ME HAZRAT
HUJR BIN ADI R.A.MUJUD THE ) JINKA KA ROZA KUCH SAL ( YEAR ),PHELE
WAHABION NE SHAHID
KIYA THA.
SHAHADAT                         
                E
MAOLA  E  QAYNAT      
ALEHE   ISLAM
17 , RAMDAN MUBARAK
,SAN CHALIS ( 40 )HIJRI
KI SHAB JAME KUFA KE US DARWAZE KE PASS  IMAM E MUNAFIKIN  ABDUR REHMAN IBN MALJAM L.A. CHUP GAYA JIS SE MAOLA FAJR KI NAMAZ KE LIYE TASHRIF LATE THE ( HISAB E MAMOL ) ,IS MURDUD NE  MAOLA KE SIR E PAK PE SHADID ZARB LGAI .
MAOLA KO AAP KE GHAR LAYA GAYA .AAP NE WASIAT FARMAI.
21, RAMDAN MUBARAK
BAROZ JUMA ,63 SAALA HAYAT TAYYABA ME ,
KHALIFA E BERHAQ ,
TAJDAR E WILAYAT,
AAFTAB E ILM WA HIKMAT,
AMIR UL MOMININ, HUZUR SAYEDNA ALI IBN ABU TALIB ALEHE ISLAM NE
SHAHADAT KA JAM NOSH
KIYA.
IMAM HASAN , IMAM HUSSAIN , AUR IMAM ABDULLAH BIN JAFER NE GUSL DIYA.KAFN PEHNAYA, AAQA IMAM HASAN NE JANAZE NAMAZ ADA KI .
MAOLA KI AZWAJ AUR AAP KI AULADE.
1__HAZRAT FATIMA BINTE RASOOL ALLAH SALLALAHO ALEHI WASSALLUM .
AAP SE__
IMAM HASAN ,IMAM HUSSAIN, IMAM MOHSAN , HAZRAT SAYEDA ZIYNAB ,HAZRAT SAYEDA UME KULSUM R.A.
( IMAM MOHSAN NE BACHPAN ME HI WAFAT PAI )
2___ UMME BANIN BINTE KHAZAM KLABIA
AAP SE__
IMAM ABBAS , IMAM JAFER , IMAM ABDULLAH, IMAM USMAN R.A.
( AAP CHARON MARKEH KARBLA ME AAQA WA MAULA IMAM HUSSAIN KE SAAT SHAHID HUE )
3__LAILA BINTE MASUOD BIN KHALID
AAP SE__
IMAM ABDULLAH , IMAM ABUBKER ,
( AAP DONO MARKAE KARBLA ME AAQA WA MAULA IMAM HUSSAIN ALEHE ISLAM KE SAAT SHAHID HUE )
4__ASMA BINTE UMES
AAP SE__
IMAM MUHAMMED ASGAR , IMAM YAHYA ,
( AAP DONO MARKAE KARBLA ME AAQA WA MAULA IMAM HUSSAIN ALEHE ISLAM KE SAAT SHAHID HUE  )
5__AMAMA BINTE ABI AAS ABNE RABI
AAP SE __
IMAM MUHAMMED AUSAT
R.A.
6__KHULA BINTE JAFER HANIFA
IMAM MUHAMMED BIN ALI ( AL MAROOF ) MUHAMMED BIN HANIFA
7__SAHBA BINTE RABIA SALBIA
AAP SE__
IMAM UMER , SAYEDA RUKIYYA,
8__UMME SAIED BINTE URWA BIN MASUOD
AAP SE__
UMMUL  HASAN , RAMLA , UMME KULSUM SUGRA ,
9__MIBAH BINTE AMRA KES
AAP SE__
EK BACHCHI KI WILADAT HUE JO BACHPAN ME WAFAT PAI .
MUTATDID KANIZE BHI THI JIN SE HASABE ZEL LADKIYAN HUI .
UMME HANI , MEMUNA , ZENAB SUGRA , FATMA  , AMMAMA , KHATIJA , UME KIRAM , UMME SALMA , UMME JAFER , JMANA , NAFISA__
MAOLA PAK KE ( 14 ) SAHABZADE , AUR ( 17 )SHEZADIYAN HI.
MAOLA WA AAQA IMAM HASAN , MAOLA WA AAQA IMAM HUSSAIN,  AAQA IMAM ABBAS,  AAQA IMAM UMER SE SILSILAI E NASAB JARI RAHA.
JO AAJ  ALVI
KHELATI HI.

Pehli muharram ka asardar wazifa rozi me barkat ka

https://www.nabwi.com/imam-hussain-karbala-story-in-hindi-urdu-1/ imam husain https://www.nabwi.com/islamic-hadees-in-hindi-new-post-40/...